tum gaye lut gayaa pyaar kaa ye jahaan

tum gaye lut gayaa pyaar kaa ye jahaan na rahii wo kushii na rahe aramaan tum gaye lut gayaa threedots meri aankhon se tum roshanii le gaye mere honthon se tum sab hansii le gaye ab nahiin zindagi zindagi wo kahaan wo bahaaren gaiin wo nazaare gaye merii raaton se wo chaand taare gaye chaandinii na merii na meraa aasamaan tum gaye lut gayaa threedots