muhabbat jaag uthii hai zamaanaa so rahaa hai ai ye kyaa ho rahaa hai are ye kyaa ho rahaa hai bhaaii kuchh nahiin kuchh nahiin pyaar ho rahaa hai niind jaa rahii hai chain kho rahaa hai pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar ho rahaa hai hai pyaar ho rahaa hai haay ye kyaa ho rahaa hai threedots dilon men aag lagii hai zamaanaa so rahaa hai sone do sone do sone do zamaane ko sone do haay ye kyaa ho rahaa hai threedots pyaar men sharaab sii mastii hai chaal men dekh na le koii hamen is haal men ham dekh to rahaa hai ye kyaa ho rahaa hai threedots tere mere biich kaa bhed na khol de koii jaa ke kuchh mere bhaiyaa se na bol de bhaiyaa bol to rahaa hai ye kyaa ho rahaa hai threedots saare jahaan pe nashaa chhaa rahaa hai koii hans rahaa hai koii gaa rahaa hai are koii ro rahaa hai ye kyaa ho rahaa hai threedots