sun re sajan sun meraa naram karejawaa dol gayaa

sun re sajan sun sun man kii batiyaa re nainon ko bhaay gailii torii suratiyaa meraa naram karejawaa dol gayaa koii pyaar kii bolii bol gayaa meraa naram karejawaa dol gayaa chhupchhup ke koii aataa hai aur prem kii bansii bajaataa hai 2 nasnas men amarit ghol gayaa meraa naram karejawaa dol gayaa 2 tanman kii sudhbudh kho baithii main aaj kisii kii ho baithii 2 koii nainan se dil tol gayaa meraa naram karejawaa dol gayaa 2 mohe ankhiyon ne badanaam kiyaa 2 merii priit kaa charchaa aam kiyaa 3 koii laaj kaa ghuunghat khol gayaa meraa naram karejawaa dol gayaa 2 koii pyaar kii bolii bol gayaa meraa naram karejawaa dol gayaa